Laptop ka Ram Pendrive se kaise badhaye


Laptop ka Ram Pendrive se kaise badhaye

Hi.. Dosto bahut se log hote h jinke laptop la ram bhut kam hota h isliye unke lpotop bhujt hang hone lagte h. aur kabhi kabhi wo log koi bade size ka software game install karna chahte h to wo install nhi ho pata h but do'nt worry aaj mai aapko is post me ek ayse trick bataunga ki aap us ko karne ke baad aapke laptop ka Ram Zyada ho jayega.
bas aap step by step hame follow kare.
Step.1  sabse pahle aap apne pendrive ko laptop me lagaye aur pendrive ko format kar de.
STep.2 ap apne pendrive ke PROPERTIES me jaye, ab aapko READY BOOST ka buton dikhega usko open kare.

Step.3  ab aap Use This Device ko select karke Apply kar dijiye.apply karne ke baad apki pendrive full ho jayegi.


Step.4   ab apne laptop ko restart kar de. restart karne ke baad apke laptop ka ram utna badh jayega jitne GB ki aapki pendrive hogi.

to dosto kaise lagi ye post ise apne doSto ke sath jaroor share kare.
Agar aap chahte h ki hamari new post ka notification aapke sabse pahle mile to hame follow jaroor kare.