Mobile Number Ko Aadhar se Kaise Link kare Ghar Baithe

Hy Dosto Aap logo ko to pata hi h ki Bharat sarkar ke aadeshanushar apne mobile number ko apne aadhar se link karna bhit hi jaroori h agar aap apna mobile number apne aadhar se link nhi karte h to aapka sim 31 March 2018 ko band kar diya jayega isliye aapko apne mobile number ko apne aadhar se link karna padega.
to dosto bhut se log honge jo abhi apne number ko apne aadhar se link nhi kiye h to dosto koi baat nhi aaj mai aapko is post me bataunga ki kaise aap ghar baithe apne mobile number ko apne Aadhar Card se link kar sakte h.



Mobile Number Ko Aadhar se Kaise Link kare Ghar Baithe



Step.1. Sabse pahle aap 14546 par Call kare.

Step.2. Apni Language chune Hindi ke liye 1 dabaye.
Step.3. Ab aap apne Aadhar card ka number Likhkar 1Dabaye.
Step.4. Ab aapke us number par ek OTP Aayega jo aapke aadhaar card banne ke samay aapke aadhar ke sath add hua tha. OTP  likhkar phir 1Dabaye.

Ab aapke mobile number par ek message aayega ki aapka number aadhar se link ho gya h.

to dosto kaise lagi hamari yah post hame comment karke jaroor bataye aur apne email se hame subscribe bhi kare jisse hamari new post ki jaankari sabse pahle aapko mile.