Youtube Channel ke Liye Intro Video Kaise Banaye Free me

Hey Dosto Usman Plus me aapka swagat h, Aaj ham is post me janenge ki Youtube channel ke liye intro video kaise banate h? Ji ha Dosto Aaj mai aapko is post me yahi batane wala hoo. Aap is post ko poora jaroor padhe tabhi aapko iska poora process samjh me aayega. Dosto sabse pahle mai aapko bata du ki intro video h kya?

      B Dosto Intro video ek 3D video h jo aapke channel ko promote karne me madad karti h.Dosto Aap Youtube ke bhut se channel par is tarah ki video dekhte honge jisme unke channel ka name aur logo 3d style me video ki tarah chalta h. yah sab dekhkar aapke man me yah sawal jaroor uthta hoga ki yah video kis tarah banayi gayi h. aur tab aap sochte h ki is tarah ki video banana bhut hi kathin h, lekin dosto yah bhut hi aasan h, kyu ki aaj mai aapko ek ayse aasan tareeqe ke baare me batane ja raha hoo jise jaankar aap bhut hi khush ho jayenge. to dosto sabse pahle mai aapko bata du ki ki intro video se kya fayda hota h.

Intro Video Se kya Fayda h

Ji ha dosto aapko yah jaroor janna chahiye ki ham intrio video bana kyu rahe h, Dosto iske bhut se reason h jo mai aapko neeche batata hoo-


  1. Aapke channel ka look bhut hi professional ho jayega.
  2. Aapke channel paar visitor der tak rukenge.
Aur bhi bhut se reason h jiske karan intro video jaroori hota h.

Intro video banane ke liye aapke pass kya hona chahiye.

  1. Youtube Channel
  2. SmartPhone/Laptop
  3. Agar aap Laptop use karte h to aapke Mozille Firefox ki jaroorat h aur agar aap smartphone se intro banate h tab aap koi bhi browser use kar sakte h.
  4. Net Pack (Internet)


To dosto ab ham jante h ki intro Video kaise banaya jata h bilkul free me.

Youtube Channel ke Liye Intro Video Kaise Banaye Free me


Step.1. Sabse pahle aap Flixpress.com Ki Website par jayiye aab aapko yaha Gmail se Register karna h.
Step.2. Ab Aapko Get Free Plan par click karna h.

Step.3. Ab aapko bhut se template dikhenge Jisme se jo aapko accha lage aap wo select kar lijiye.Mai yah Template Select karta hu.

Step.4. Ab aapko is template ko customize karna h.

Step.5. Ab yaha aapko yah sab bharna h-

  1. Apne Text ka Colour Select kare,
  2. Apne Channel ka name likhe,
  3. Agar aapke pass koi website h to yaha apni website likhe ya apne channel ka categry likhe,
  4. 720p Select kare,
  5. Ab Create Preview par click kare.

Ab aapka intro video submitted ho gaya h.
Step.6. Ab View my preview par click kare,
Step.7. Ab aapko aapka intro video yaha dikhega, Download and share ki button par click karke Apne intro video ko download kar le.

to dosto ab aapka intro video aapke galllery me save ho chuka h. Ab aap ise apne youtube channel ke video ke saath lagakar apne video ko professional look de sakte h. 
Dosto kaisi lagi hamari yah post hame comment karke jaroor bataye.Aur is post ko apne dosto ko saath share jaroor kare.