Adsense Approve Problem, Adsense Approve kaise karaye 1 din me

Hello Friendz,
I am Mohammad Usman.
I have came back with a new interesting and useful post.
Aaj mai aapko adsense ke baare me 1 aysi trick bataunga jise jaankar aap khush ho jayenge.
to chaliye shuru karte hai!
Aaj is post ko mai Question and Answer ki tarah likhunga.

Adsense Approve Kaise Karaye 1 din me, Adsense Approve Problem



*Adsense ka auto ads lagane ke liye ðŸ‘‰Yahan click karen

Que.1. Adsense Kya hai?
Ans.1.Adsense Google ki Advertiser company hai jo bahut se webpage par apna ad dikhati hai.

Que. 2.Adsense Blogger ke liye best hai ya Wprdpress ke liye?

Ans.2.Adsense Blogger aur Wprdpress dono ke liye best hai.

Que. 3.Adsense ke liye kya chahiye?

Ans. 3.Adsense ke liye ek website ya Youtube channel chahiye.

Que. 4.Adsense Approval kya hai?

Ans. 4.Adsense approval aapke site par ad dikhane ka hi ek process hai bina approval ke aap apne site par ad nahi laga sakte hai.

*Adsense men login karne ka tareeqa janne ke liye👉Yahan click karen

Que.5.UsmanPlus par adsense kitme din me approve hua?

Ans.5.UsmanPlus par 4th attempt me adsense se approval mila hai.


Que. 6.Adsense approve na hone ke kaun-kaun se reason hai?

Ans. 6.Adsense approve na hone ke kuch reason yah hai jo mai neeche likh raha hu.
(i) Copyright Content
Agar aapne apne blog par ek bhi post ko kisi aur ke post se copy karke upload kiya hai to aapka adsense approve nhi hoga.
(ii) Jaroori Pages ka na hona
UsmanPlus par jab tak Disclaimer page aur Privacy Policy ke page nhi bane hue the tab tak adsense approve nhi ho raha tha lekin ek din maine din me 10 baje yah dono page banaya aur pgir reapply kiya uske 2 ghante baad mera adsense approve ho gaya.
to mai aapko yah batana chahta hu ki aapko kuch jaroori page bana lena chahiye tabhi adsemse ke liye apply karna chahiye. Wo jaroori page About Us, Contact Us, Privacy Policy Page, Disclaimer Page, hai.

(iii) Website ka design

Adsense approve karane ke liye Website ka design bilkul simple normal hona chahiye aur look accha ho.

(iv) Use Https

Adsense par apply karne se pahle aapko apne blog par Https enable kar lena chahiye.

Que. 7.Kya bina Domain khareede adsense approve ho jayega?

Ans. 7.Bilkul ho jayega, maine bhi domain nahi khareeda hai lekin phir bhi mera adsense approve ho gaya hai.

*website banane ke liye ðŸ‘‰ Yahan click karen

Que. 8.Kya ek saath 2 adsense account banaye ja sakte hai?

Ans. 8.Nhi, Ek saath do adsense account nhi banaye ja sakte hai.

Aur last me mai aapse yahi kahunga ki agar aap upar diye gaye rules follow karte hai to aapka adsense 1 din me Approve ho jayega