About Us Page Banane ka tareeqa Aur Sample

Is article mein maine blogger blog ke liye about us page create karne ke bare mein bataya hai. About Us page kaise banaye

About us page


Agar aap ek blogger Hain aur abhi blog ki  shuruaat ki hai to aap ko Apne blog aur aap ke bare mein aapke viewers ko batana chahie.

Benefit of About Us page :

Jab aapke website mein about us page Laga hota hai tab viewers ka aap pe trust Jyada Hota Hai. jo viewers Hote Hain vah Aapke blog ke content per Jyada Vishwas karne Lagte Hain aur yah Bhi janne ki ichuk Rahte Hain Ki is blog Ke Piche kaun hai, Is blog ko kaun likhta hai.


About us page Kyon jaruri hai? 

Aapke viewers ka aap par trust banaa rahe. 
AdSense approval lene ke liye bhi about us page jaruri hai.

Simple Step to Create About Us Page for Blogspot :


Step.1 
blogger dashboard ke page section mein jaen.

Step.2
New page per click Karen.

Step.3
Ab aap apne blog aur aap ke bare mein jo Kuchh likhna chahte hain vo likh den.

Step.4
Title Mein about us page likhen aur publish  kar den.

Ab aapka page create ho chuka hai, aap ise menu bar ya footer mein add kar sakte hain.

Neeche About Us page ka Sample de raha hun.


 [Greeting to your Visitors] 

Blog Name :
Blog URL :
Owner :
CEO :
Started Date :
Address (optional) :

About [Your Blog Title] 

Yahan par apne website ke baare me kuch likhen. Aapke man me yah website banane ka khayal kaise aaya. Aap ne kitne logon ke saath milkar apne Website ko tyyar kiya hai. 

Contents on [Your Blog Title] 

Yahan par un cheezon ko likhe jo aapke blog par hai. Jaise ki agar aap blogging sikhate hai apne blog se to likhe ki 'is blog ke jariye hum logon ko blogging sikhane ki koshish karte hain'. Aur apne blog par available content ki list banaye. 

Eg. aapko is blog pr neeche diye gayi cheezon ke baari me jaankari milegi. 

1. Blogging 
2. Make Money
3. Facebook 
4. Adsense
5. Computer
6. Internet, etc. 

About [Your Name] 

Yahan par apne baare me likhe. Jaise ki aapki qualifications, aapko help karna kyu accha lagta hai. Aap kahan ke rahne waale ho. Aap part time blogging karte ho ya yahi aapka profession hai.