Blogger Post Me Stylish Download Button Kaise Lagaye - Simple and Easy Method
2 minute read
Agar aap apne blog post mein Kisi application ke bare me likh rahe hain to aapko download button Lagana pad sakta hai, lekin Baat yah hai hi Ki aap download button Lagana seekhna Chahte hain. is post Mein maine download button Lagane ke tarike Ko bataya hai. yah Tarika bilkul hi easy aur simple hai. Easy method to add Download button in blogs post.
Ek Khas Baat yah Bata Dun ki ismein CSS aur coding ki jarurat bilkul Bhi Nahin Hai. aapko internet per bahut se article Milenge jismein CSS aur coding Ka istemal Kar download button Lagane ke bare mein bataya gaya hai. Aur un tariko se aap stylish download button Nahin Laga Payenge.
Lekin yah article padhne ke bad aap apni Marji Ka download button Laga sakte hain. Chaliye ab ise Seekh Lete Hain.
Step.1
Sabse pahle aap pics art ya Photoshop mein Main download button ki image banale. Jis Tarah AAP image edit karte hain theek Usi Tarah hai apne hisab se stylish download button edit kar le.
Step.2
Ab Aap aap jis post Mein yah button Lagana Chahte Hain Us post ko blogger main open Karen, aur Jahan per bhi button lagana hai vahan per image ke roop mein ise upload kar den.
Step.3
ab edit HTML per click Kare, photo Ke Do link Dikhai Denge Ek link HREF aur dusra link SRC se shuru hoga. aapko HREF Ke Samne wale link ko us link se badal dijiye jise aap is button mein jodna chahte hain.
Lijiye, Ab aapka download button lag chuka hai, ab jap koi is button par click karega to wah us link par pahuch jayega, jis link ko aapne is buton me joda hai.
Agar aapko button lagane me koi pareshane aa rahi hai to comment ke jariye ham aapki madad ko tyyar hai.

How to Add Stylish Download Button in Blogger Post?