Coronavirus Stats Cases Tracker Widget Blogger me Kaise Lagaye : simple method

Is article mein Maine blogspot blog Mein Covid-19 stats tracker ko Lagane ke bare mein bataya hai. Blogger me Coronavirus active cases tracker ko kaise lagaye. 


Coronavirus


Yeah service free aur paid dono hai.
Iska demo dekhne ke liye Yahan click Karen. 

Is widget ko Apne blog post, page ya sidebar Mein Laga sakte hain. Iske liye aapko Kuchh step follow karna hai.


Embed Coronavirus Stats widget in Blogger Blog :

Step.1
https://elfsight.com par visit karke sign up kijiye.

Step.2 
Ab https://apps.elfsight.com/panel/applications/coronavirus-stats/add/ pr visit kijiye.

Step.3
Setting icon par click karke Template select kijiye. Save kijiye.

Step.4
Apne plan me Lite ko select kare, yah free hai.

Step.5
Add to website pr click karke HTML code copy kar lijiye.

Step.6
Jahan pr bhi yaj widget lagana hai wahan is HTML CODE ko paste kar dijiye.


Blogger Post me CoronaVirus stats widget kaise lagaye?


Step.1
Blogger dashboard me login Karke new post create kijiye.

Step.2
Copy kiye hue code ko compose box me paste kijiye, post ka title likhiye aur publish kardijiye.


Sidebar me CoronaVirus stats widget Lagane ka tareeqa :


Step.1 
Blogger layout section me visit kijiye.

Step.2
jahan par yah tracker lagana hai wahan par add a gadgets pr click kar HTML JAVA SCRIPT select kijiye.

Step.3
Copy kiye hue code ko paste kar save kardijiye.


Covid-19 stats ko Page me kaise lagaye?



Step.1
Blogger dashboard me page section me visit kijiye.

Step.2
New page create kijiye aur copy kiye hue code ko compose box me paste kar page ko publish kijiye.


Agar yah tracker lagane me koi pareshaani aa rahi ho to comment karke aap pooch sakte hain.