Blogger Me Profile Card Kaise Banaye

  Blogger Me Profile Card Kaise Banaye 

vahan info

Profile Card ka bahut hi khaas role hota h blogger me. iski madad se aap ape blog ke contributors  ke identity card bana sakte hai. iski madad se aap apne blogger ke Founder, Editor, CEO, Admin, etc ki profile ko apne blog par laga sakte hai. iska Demo Dekhne ke liye  yaha  Demo   par Click kare. How to Create  Profile Card in Blogger?

Agar aapko CSS aur HTML ki thodi si information h to aap bahut hi badhiya aur professional Profile Card bana Sakte hai.


Profile Card Kaise Banaye?

1. Sabse Pahle Blogger Par Ek New Page Create Karen.

2. HTML compose box me neeche diya gaya code paste kar den.

3. Ab Photo aur Social  Media ka URL apne Url se replace kar den.

4. Page Ko Publish Kar den.

Ab Aapka Profile Card Ready hai.

Agar Aap 1 se Jyada Profile Card Banana Chahte hain to neeche ke code ko pichle code ke baad 1 baar  phirse paste karden.