FamPay se 101₹ Bonus aur Fampay Debit Card Kaise Paaye Free Me

FamPay Card And 101₹ Bonus

Fampay

IIT Roorkee ke 2 students dwara start kiya gya yah startup succes ki taraf badhta chala ja raha hai. Iske succes hone ki vajah hi bahut unique hai.

iski jo khas baat h wo ye ki isme KYC karne ke liye aapki age 11 se 18 ke beech me honi chahiye. Yahi is app ko alag hi pahchan deta hai. Kyunki abhi tak ke jitne bhi apps hain un sabme kyc ki jarurat padti hai, aur kyc karne ke liye aapki age 18 saal se jyada honi chahiye. Leki. Fampay me aisa nahi h.

isme ghar baithe hi signup karke kyc karne pe 101₹ milta hai. ghabrayiye mat ki yah paisa kis account me jayega. kyc karne par Fampay me ek personal account open ho jata hai, aur is account ka atm (debit) card hame mil jata hai. Is atm ko ham online shopping aur paisa withdraw ke liye use kar sakte hain.

101₹ Signup bonus receive karne ke liye niche diye gaye kuch steps ko follow karen.

1.Neeche diye gaye download button se is app ko download karlen.(agar direct play store par search karke download karoge to 101 ₹ bonus nahi milega) 


2. Download karne ke baad Mobile number se register karlen. Register karne ke baad apna address likhe (address wahi likhen jispr atm mangawana hai. Atm mangwane ka koi paIsa nahi lagta hai.)


*Kyc karne ke liye aapki age 11 saal se 18 saal ke beech honi chahiye.

3. Addres likhne ke baad aadhar number daalkar kyc karlen. (aadhar number daalne ke baad aadhar se linked mobile number par ek otp jayega us otp se kyc verify hogi.)

4.KYC ho jane ke baad REWARD section me jayen, wahan aapko 101₹ ka scratch Card milega, use scratch karte hi aapke personal account me 101₹ bonus aa jayega. Aur ab aapko ek ATM Card bhi mil jayega. Us atm card ka use karke is paise ko apne bank account me bhej lijiye.

*proof

Proof