Blogger Blog Par Custom Theme Kaise Lgaye
1 minute read
4
BLOGGER BLOG PAR CUSTOM THEME(TEMPLATE)
KAISE LAGAYE
Hy Dosto jab ham apne blog ka theme change karne ko sochte h to hamare
dimaag me yah question zaroor aata h ki ham apne blog ka theme kaise change
karenge? Lekin Koi baat nahi aaj mai aapko bataunga ki kaise aap apne blog par
apna custom theme add kar sakte h.
Note-Blogger
template ki xml file support karta h iske liye aapko pahle apne template ko xml
file me change karna hoga.
to dosto ab aap ne apne template ko xml file me change bhi kar liya hoga.
Step.2 ab blogger ke dasboard me jakar theme tab open kare.
step.3 ap aapko Backup/Restore ka button dikhega us par click kare.
step.4 Backup/Restore par click karte hi
is tarah ki windows khulegi jaisa neeche image me h. ab aapko Choose File par
click kare.
Step.5 ab aapko apne template ka xml file select karna h
Step.6 ab Upload ki Button par press kare. ab aapki template aapke blog par
upload ho rahi h.Upload hone ke baad aapke blog ka template change ho jayega.
to dosto kaisi lagi hamari post hamare daily ke post ko seedhe apne email
par pane ke liye hame follow jaroor kare.